lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hum jaante - zas lyrics

Loading...

[pre*chorus: zas]
khultay hi aankh ye
khayal hi rehta tera sar pe sawaar
na reh sakay hum door jis se
meri kahani ka hay tu hi wou eham kirdaar
eham kirdaar

[chorus: zas]
hay saalon ka saath ye
kaafi hain yaadein
tere bina sab hi adhura
ye hum jaantay
hain teri wou baatein
haseen mulaqaaten
na milay jis din tu humein
hum baichain shab jaagtay

[verse 1: taimour baig]
bechain shab bhi toh jaagte hain
neend se faqa hai, gham bhi toh kaatte hain (yeah)
udaasi ati hai khud chalker (yeah)
hum usse door bhi bhaagte hain (run)
how far, tell me kitna door jaun mai (tell me)
maazi tera bhool jaun mai
teri nazar bari taiz hai you know that
teri ankhon mai doob jaun mai (haha)
baat*baat per ab rooth jaun mai
lapata tu tujhe dhoondta hun mai
i get panic everytime need to slow this sh*t (slow this sh*t)
dimaag kahe chatth se koodjau mai (f*ck sh*t!)
ab khuli jo aankh toh samne tum thi
gata hu tere lye, aur tu hi nahi suntii
[refrain: taimour baig]
i woke up and see myself in the mirror roz
ke main kho bheta hosh, ye chaar dost and i’m overdosed (f*ck sh*t!)
i’m ready to go door, itna door ke aa bhi na saku (never)
i had enough, ab tere pe ga bhi na saku
i woke up and see myself in the mirror roz (in the mirror roz)
ke main kho bheta hosh, ye chaar dost and i’m overdosed (and i’m overdosed)
i’m ready to go door, itna door ke aa bhi na saku (naa)
i had enough, ab tere pe ga bhi na saku

[chorus: zas]
khultay hi aankh ye
khayal hi rehta tera sar pe sawaar
na reh sakay hum door jis se
meri kahani ka hay tu hi wou eham kirdaar
eham kirdaar

[verse 2: zas]
khuli jou aankh, tou saamnay tu
aankhen houn band, khayal main tu
na maana kabhi tha zaroori tujhe
ab mera tou saara jahan hay tu
lafzon ka nahi, rooh ka hay rishta tera mera
tu saanson main basa meri hay khusboo ki tarah
hai sab kuch tera diya hua, sab hi raahaten, sabhi ulfaten
kabhi sohbaten, kabhi furqaten, kabhi dooriyan kabhi qurbaten
adhuri hay ye baat par ye kehna hay sahi
ke saansen thamnay tak tera houna hay yehin
ke saansen thamnay tak tera houna hay yehin
[pre*chorus: zas]
khultay hi aankh ye
khayal hi rehta tera sar pe sawaar
na reh sakay hum door jis se
meri kahani ka hay tu hi wou eham kirdaar
eham kirdaar

[chorus: zas]
hay saalon ka saath ye
kaafi hain yaadein
tere bina sab hi adhura
ye hum jaantay
hain teri wou baatein
haseen mulaqaaten
na milay jis din tu humein
hum baichain shab jaagtay

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...