lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

milkiyat - tihom lyrics

Loading...

intro by sadhguru:
suppose all the insects die today
in something like two and a half to four years time
all life will cease
but if all the human beings die
the planet will flourish
the cosmos is human*centric is a stupid idea

hook:
kahani bekarar ye
hothon ko dilkashi sahe
koi to zimmedaar hai
aankhon mein kya khushi pale
mujhko bhi dunn swaar yeah
mujh ko bhi roshni milen
maut ke samachar mein
koi to zindagi padhe
zindagi padhe
zindagi kahe
koi to zindagi padhe
zindagi kahe
koi to zindagi padhe
zindagi kahe
haan zindagi kahe

verse:1
be fizul sa ya fitoor tha
shayad wo ghar se dur haan
saare yha gunahgar se
shayad wo bey*qasur tha
kuchala kisi raftaar mein
puccho bhala kya qasoor tha
sapno ko daalo bhaad mein
kehna main usse cool tha
loot gyi wo kehkasha
shayad main kahi uski dhool tha
mil gyi mujhe milkiyat
jab tute gya main kisi phool sa
sab usko bezubaan kahe
uski ab haan mein na mile
muhfat se afsanche
bebaaq si koi dastaan
saaf aasmaan raat naapta
kon gerta, kon tapta
kaanchadi phir kaan kaat ta
khel sabhi maidan lapataa
halal ki gardane sabhi
phir bhi na haath kaptaa
aankhon ki udd gyi nami
ziddi sa koi fakta

hook:
kahani bekarar ye
hothon ko dilkashi sahe
koi to zimmedaar hai
aankhon mein kya khushi pale
mujhko bhi dunn swaar yeah
mujh ko bhi roshani milen
maut ke samachar mein
koi to zindagi padhe
zindagi kahe
koi to zindagi padhe
zindagi kahe
koi to zindagi padhe
zindagi kahe
haan zindagi kahe

verse:2
level kisi up down sa
renge yha koi kaafila
dinner mein chicken fried hai?
yaa swaad hai kisi maut ka?
pagalpan 5 waqt ka
yaa kehlo koi wardaat
mai darr ka aaina banu
bandook mein goliyan ho aaj
koi wardaat
ker ke holiya
dallie nikla auliya
milen na tark kutark
koi moodh magaj aur bakchodiya
koi to madadgaar ho
sabke sab hain bicholiya
itna na samjhdaar wo
nichode sukha tauliya
mil rahi koi tarbiyat
jise pakar wo haiwaan ho gya
kosona wo shaksiyat
jisse pakar wo parehaan ho chala
mujh ko bhi do nasihate
mujh mein bhi hai ye falsafa
mujh mein bhi hain ye boriyat
tujh sa na main yu chutiya
10 se 10 ghata
buss hawas mita
khooni kaum ka
khooni mamla
mil gya zara to sambhalna
dillagi se ho ye tabadala
paidaishey ho rahi galat
kar do rukhsat ka mamla
itni si khwaaish hai magar
ghat jaye ye phenomena

hook:
kahani bekarar ye
hothon ko dilkashi sahe
koi to zimmedaar hai
aankhon mein kya khushi pale
mujhko bhi dunn swaar yeah
mujh ko bhi roshani milen
maut ke samachar mein
koi to zindagi padhe
zindagi kahe
koi to zindagi padhe
zindagi kahe
koi to zindagi padhe
zindagi kahe
zindagi kahe

outro:
ayo
i’m taking this slow man
why you takin high
what i’ve pitched you rundown
will you run down if she comes down
better better

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...