sach hai sanam - shaan lyrics
itana bata do hamein kya huaa hai
khoye khoye rehte hai hum
itana bata do hamein kya huaa hai
khoye khoye rehte hai hum
lagta hai hampe hone laga hai mohabbat ka koi karam
sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam
jaana hai hamne yeh jaana hain
pyar hai ek nasha
jaana hai hamne yeh jaana hain
pyar hai ek nasha
dil ko betaabiyon mein bhi aane laga hai mazaa
jaadu kya chalaya kyon dil tumpe aaya
ab tak yeh samjhe na ham
lagta hai hampe hone laga hai mohabbat ka koi karam
sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam
yeh toh mohabbat ke mausam hai
aaon mohabbat karen
yeh toh mohabbat ke mausam hai
aaon mohabbat karen
jee toh hamara yeh karta hai baahon mein tumko bharen
hone do chubhan yeh jalne do agan yeh
kuchh toh huaan kamse kam
lagta hai hampe hone laga hai mohabbat ka koi karam
sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam
itana bata do hamein kya huaan hai
khoye khoye rehte hai hum
lagta hai hampe hone laga hai mohabbat ka koi karam
sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam sach hai sanam
la la lala la…
Random Song Lyrics :
- losing campaign - undertipper lyrics
- little defeats, tiny victories - allochiria lyrics
- lying - la fine equipe lyrics
- a resposta de pedro - irmãos castilho lyrics
- 竊愛 (stolen love) - jay chou (周杰倫) lyrics
- santanico pandemonium - daveythegreat lyrics
- locksmith - tomàn lyrics
- caliente - young t & bugsey lyrics
- yoo seung-jun (west side) (유승준) - kwon ki baek (권기백) lyrics
- tô nem aí - yuri criss lyrics