lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

zakhm - risshy lyrics

Loading...

savera na hota hai uss zakhmi kali raat se
banjar zakhmi dil tha jeene ki aas main
socha bahut likha bahut dekhta bahut
gujre kal ko kalam na galat ye tehre

savera na hota hai uss zakhmi kali raat se
banjar zakhmi dil tha jeene ki aas main
socha bahut likha bahut dekhta bahut
gujre kal ko kalam na galat ye tehre

hum dube hue ghum main kitne mahsoor the
hum sahilon se lage ab kitne magroor the
aag lagi mere zehan main kitne hi num the
agosh ke hosh main hi dosh ke hi kamil the
bachpan mera khalipan ke suroor main the
dooriyan bhai se dur se dur hua
dhundli thi raahe dhua dhua ye sama tha
arsa hua kho ke ab dayera khtm hua
bura na khayal bura na sawal
bura khuda tera sab kuch
bura intiah bura еmaan
bura khuda mera sach
kitabe bhikri maa ke aasu nam thi
kabool thi khwaishеin sabki jo tuti thi
zindigi bhikri semete apne naam kari
rakhu kush sabko choti si zidd jagi…
kaun hu main kya doon hisaab
khud se wakif nhi doon kitaab
khoya hu main kaisi dhun sawar
khoke ke hua sab zimmedar
tanhai main andheron se khwaishein
hosh na khayal ranjishein ke parde
asan nhi thi sukoon mujhe dhunde
ab doobe samundar main toh kaise taire..
savera na hota hai uss zakhmi kali raat se
banjar zakhmi dil tha jeene ki aas main
socha bahut likha bahut dekhta bahut
gujre kal ko kalam na galat ye tehre

savera na hota hai uss zakhmi kali raat se
banjar zakhmi dil tha jeene ki aas main
socha bahut likha bahut dekhta bahut
gujre kal ko kalam na galat ye tehre

khabar kyon na tujhko wo lambi raatein
bichde do saal na koi mulakat ki baatein
dafan hai kya khwaish kisi ke rasmo main
sham bhi tahna hai tanahi ke ghero main
dil saaf tha dil rajamand bhi
dil udass tha dillagi phir ki
dil gawah na deti dil ki
dil na tute toh dil kise di
lucky ko lagi ilzaam ki peshkashi main
beetein raatein kati kaise rehta apni dhun main
maa ko kush rakhu khuda yehi hi murid hai
zindigi hai zehla zinda zidd ki nihal hai…

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...