gerua - pritam lyrics
[verse 1: arijit singh & antara mitra]
dhoop se nikal ke
chhaanv se phisal ke
hum mile jahaan par
lamha tham g-ya
aasmaan pighal ke
sheeshe mein dhal ke
jam g-ya to tera
chehra ban g-ya
[chorus: arijit singh & antara mitra]
duniya bhula ke tumse mila hoon
nikli hai dil se ye duaa
rang de tu mohe gerua
ranjhe ki dil se hai duaa
rang de tu mohe gerua
haan nikli hai dil se ye duaa
ho.. rang de tu mohe gerua
[verse 2: arijit singh & antara mitra]
ho tumse se shuru.. tumpe fanaa
hai sufiyana yeh dastaan
main kaarwaan manzil ho tum
jaata jahaan ko har raasta
tumse juda jo
dl zara sambhal ke
dard ka wo saara
kohra chhan g-ya
[chorus: arijit singh]
duniya bhula ke tumse mila hoon
nikli hai dil se yeh duaa
rang de tu mohe gerua
ho.. ranjhe ki dil se hai duaa
rang de tu mohe gerua
[verse 3: arijit singh & antara mitra]
o.. veeraan tha, dil ka jahaan
jis din se tu daakhil huaa
ik j-sm se.. ik jaan ka..
darza mujhe haasil huaa
haan.. pheeke hain saare
naate jahaan ke
tere saath rishta gehra ban g-ya
[chorus: arijit singh & antara mitra]
duniya bhula ke tumse mila hoon
nikli hai dil se yeh duaa
rang de tu mohe gerua
ranjhe ki dil se hai duaa
rang de tu mohe gerua
haan nikli hai dil se ye duaa
ho.. rang de tu mohe gerua
Random Song Lyrics :
- belinda - tullycraft lyrics
- stay calm - amber liu lyrics
- cintaku tlah mati untukmu - shae (singer) lyrics
- 非死不可 (fēi sǐ bùkě) (繁體字/traditional characters) - dwagie lyrics
- confesso - sara oddcast lyrics
- lies - raymouton lyrics
- thigs - lil ricey lyrics
- you & i - ucie sucita lyrics
- peligroso - morad (esp) & ashafar lyrics
- do me like a drug - emmanuel franco lyrics