jeena yahan marna yahan - mukesh lyrics
Loading...
jeena yahan marna yahan, iske siva jaana kahan
ji chahe jab humko awaaz do
hum hain wahin hum thhe jahan
apne yahin dono jahan
iske siva jana kahan
jeena yahan …
yeh mera geet jeevan sangeet
kal bhi koi dohrayega
jag ko hasane bahrupiya
roop badal phir aayega
swarg yahin nark yahan
iske siva jana kahan
jeena yahan …
kal khel mein hum ho na ho
gardish mein taare rahenge sada
bhoolenge hum bhoologe tum
par hum tumhare rahenge sada
rahenge yahin apne nishan
iske siva jana kahan
jeena yahan …
Random Song Lyrics :
- criminal - letodie lyrics
- si tú no estás [dúo] (en primera fila) - franco de vita lyrics
- diras la verdad - najwa nimri lyrics
- jpeg - torgny lyrics
- christy's secret - jules morrow lyrics
- shalashaska - nvm (band) lyrics
- over now - josh reiner lyrics
- quando verranno a cercare - lena biolcati lyrics
- a drowning cry - acloudyskye lyrics
- over land & sea - mihali lyrics