lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

samaj - mc sourav lyrics

Loading...

kaise yeh samaj hain
jaha gorment ka raj hain
kuch bhi tum bolna chaho

kohibi nahi deta
uck hain!
har ek min mein kishan
jaan kho jata hain
phasal ugake
adhik paisa nahi
milta hain
aisa aisa karke
they are committing suicides
they don’t know
what to decide
gheyara hazar tinso unnasi
lag geyi kishan o ke
gale mein phasi
karnataka, andra pradesh, bihar
i can hear cries of pain
every*where
kohibi ishi baat ko awaz nahi deta
par media hain tumhare saat
choubis so ghanta

ha
ha

ha to sun
akola, amravati, buldana,
they are cities
in maha*ras*tra
mathr pithr
mathr pithr
vachas nahi hain
idhar udhar
pesticides mein
kishan jaan gawa dala
krishi bhumi ko
kabresthan bana dala
par kisi ne iska hal
badal neka socha nahi
socha hota to yeh
kabhi hota nahi

kaisa yeh samaj hain
ha kaisa yeh samaj hain
kaisa yeh samaj hain
han kaise yeh samaj hain
kaisa yeh samaj
ha ha
kaisa yeh samaj hain
han
kaisa yeh samaj hain

kaisa yeh samaj hain
jo paida na hote aaj hain
bade bade shopping malls
nirmaan hote aaj hain
choti choti dukaan o mein
atmahatiya hoti aaj hain

bik geyi hain gorment
paisa karta raj hain

ha
ha

ha to sun
andolan andolan ka rasta
khula huya hain
ghar mein
ek bhi paisa
nahi bacha hain
pratibandhit hun main
chori karne ki
nahi to kya karu
in shooping mall o ka
apne bacchein ko
kaise school kaise sikhsha
tukro mein bichar geya
woh naseed ka rishta

kohibhi deta nahi
inlogo ko attention
kaise dega
are they a celebrity
to get attention
medias are busy
l!cking the shoes
of those people
without issues
yeh sab dekh ke main
ascharit hun ki

kaisa yeh samaj hain
ha kaisa yeh samaj hain
kaisa yeh samaj hain
han kaise yeh samaj hain
kaisa yeh samaj
ha
kaisa yeh samaj hain
han
kaisa yeh samaj hain

berojagaaree berojagaaree
ho geyi sab ke
upar bhari
bade bade indrustries mein
kaam karate ho aaj bhi
paisa dene ke wait
nahi hain mere paas
sir ji

hatam hatam
kar hatam
idam krupam bandham
yeh peeda amarsha aksham
ka paani
padega tera upar
bhariiiii
sunle sunle abhi se
yeh sab rok le
jin logo ko nikala hain
ishi waqt
shameel kar le
unlog ka bhi rishta hain
unlog ka bhi baccha hain
in maha mari
corona kal mein
hum log ko
ek saat
rahena hain
rahena hain
rahena hain
is samaj ko
humlog ek saath
badlenge
be the voice of the nation
be the voice of the nation

mc sourav
tera banda

peace out

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...