lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

gyaani - mark bhatia lyrics

Loading...

ek ese pehlu se me pyali pilata use dhyan se suno

mile the 2 pyale mujhe ab dono vo khali ke gyan ko chuno

ke peeta toh pata ni na khushi patasha ni

bas jhagde tamasha bap jakde tamacha bhi

ab chasme lagata or chasme hatata bhi

par ek drishya ke chasme tikata ni
bas khaunga juthi varna kasme khata ni

vade ko todta kbhi nibata ni

me deta umeed ni deta dilasa ni

sb kehte hai bhari me kehta bula shani

na kalamm na meri zuban me chashni kanch ki

ye nazme hai geeta qur’an ki lakho naraz ye pratha ni aaj ki

or shayad me chata bhi nahi ke soch ko meri tum samjho aaj hi

kyuki ise dheemi si aanch pe rakhna pdega jb pakne lagegi toh bat vo raaz ki

ubharne lagegi nashe si failegi or milegi keemat aawaz ki

safar ke ant malum pada ye toh sadke thi nas ki

ghar pe chr ke aaya maa ko bimar
sb gavadu bas hai meri kala eitbar

sar ko fod do ya zuban meri kat
me aakhon se likhunga yaha sb tadipar
meri nas ko kat do fr khoon ka bhav
itna tezi se aae ke pura seher tera lal

nikalu teer or kaman bharu teer ko kaman
dae na bae bas machli ki aakh

me seekh ke ni aaya mujhme kudrati

18 sal se mujhme kud rahi thi socha kaid karu ulta shakti thamadi mujhe udne ki

khoobsurti ke kasoor bhi qabool kari

ek ek boond thi vasool kari

nashe ni hume hum nashe ko mashoor kare

me sabko kehta ke mere jesa nahi

zindgi me par nasha ek bar zaroor kare

chand ki chandni

chand ki chav me

chan ichae thi
10 dishae di

dhass dhass

ye unko sunana hai chate jinhe jante or jan pehchan ke

ye kala ke liye ni peedi ke liye ni kare bas apne aap ke

gaane mene bas tb hai likhe jab aae ye sadme yad the

sachme sath de sach ka sath de sach ke sathi toh sach bhi sath de

maut jab mile darwaze pe (hmmm)

akshqar na nikle par ashq (hmm)

vo dekhegi teri ni kad kathi (hmm)

hawa ki gati se virani ho (hm)

mark kar lena…

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...