kaya palat - dhruv ix lyrics
tujhe nahi pata mein jeeta kese
haru bhi toh harunga mein khudki wajah se
zindagi mein gum k*m nahi
dum kam nahi
chori ki hain sina zori hum par nahi
dadhi mein chor ki tinka
sunne inki batein inki khokli janta
inki kuch nahi dikhta kanun ke tarazu ye andhi shraddha
sari tantarik vidhya bina mere inke din nahi dhalta
tu andhon mein kanah raja mein nahi krta kisi se bhi tanashahi
ankhon mein tara basa itne salon ka hain jo dekha abhi
mein toh tha aya na phele yaha fhir pata kese banta sangeet
bhot kuch hain sikhana baki aur sikhaya kitno ko puch mat
khudse mein bola tha sone ke phele ki faltu ki baton pe zyada beta ab tu ruth mat
zindagi sari tu bagha h khauf se tujh jese dikhe hain bhot se maut se mile hum phele se shauk se rahat h hume humare hi rob se
bolte jo lete na faal apne beej ka
aage aau kese khudko piche khichta
bori kandhon pe mein dusro ki seejta
bolte jo lete na faal apne beej ka
tujhe nahi pata mein jeeta kese
haru bhi toh harunga mein khudki wajah se
zindagi mein gum k*m nahi
dum kam nahi
chori ki hain sina zori hum par nahi
dadhi mein chor ki tinka
sunne inki batein inki khokli janta
inki kuch nahi dikhta kanun ke tarazu ye andhi shraddha
sari tantarik vidhya bina mere inke din nahi dhalta
tu andhon mein kanah raja mein nahi krta kisi se bhi tanashahi
ankhon mein tara basa itne salon ka hain jo dekha abhi
mein toh tha aya na phele yaha fhir pata kese banta sangeet
yadien thi yaad aur yadon mein gum nahi
batien thi baad ki baton mein dum thi
zindagi hard aur zindagi k*m thi
zindagi hard aur galtiya k*m ki
jeete hain shauk se zindagi bhaut se khauf mein dhaudh ke ho jate gum sahi x2
dost the mile the mile vo hum se bhi khudse thi nafrat aur krte vo tum se bhi
be sar pair ki batien bas batien kre ge vo tumse hi
dekha nahi bhot par dekha hun jitna bhi
utna bharosa mein krta hun tujhpe bhi
zyada na janle iska na dar kabhi
galat na maan le iska tha dar tabhi
ghar kabhi wapis nahi jata
glti thi meri mein kya hi kr ta tha
esa nahi hota h krne pe mehnat h hoti nahi haar
esa nahi hota h hoti h mehnat bekar
kamiya h khudmein hazar
par duniya hi lagti bekar bezaar beshara ye sara sansar
phele sahara dhundh yaha hain sab ret hi ret
ek dum se hoti nahi barish bhar mar
logo ko kese na aye samj mein
krte jo zyada batein be akal the
sunte the sabki aur krte sab hum the
dusro pe dalte na bhoj
tujhe nahi pata mein jeeta kese
harun bhi toh harun mein khudki wajah se han
dg
Random Song Lyrics :
- limitless - nick vig lyrics
- free lyrik - hen'rit (ex wiz kizi) lyrics
- aynalı kemer - barış manço & kurtalan ekspres lyrics
- say so - pollàri lyrics
- ne me change pas - mesparrow lyrics
- here comes karma - e^st lyrics
- tutto cambia - tormento lyrics
- loneliness - siam lyrics
- stuck on you - manila luzon lyrics
- life like this - kurt vile lyrics