lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ye dil - ahmer & 30key! lyrics

Loading...

[intro: ahmer]
kashmir’s finest
ye dil
yeah

[verse 1]
aaj mera mann bole “f*ck rap”
ye phone jitna door utna kam qaid
mein karta na receive arzi taaqatein
if they lie on the line i won’t call back
yeah i’ve been that
bolta i love that
ye phone jitna off utna kam qaid
mein karta sirf receive rabb ki naimatein
if they lie on the line i won’t fall back
haan i’ve been that

[verse 2]
ab sunta khaali issi ki ye bole
“paanch saal qarze me zindagi missing toh lauta de mujhe
azli to lkbd wo legacy hai jaali
dastawez jala ke you got to set me free”
let me breath, let me feel
meri maa muskuraye jab bhi i just heal
waisi koi na baksheesh usse badhi na koi deal
aur jo raha apne baap ka wo sabse ameer
uska mujrim tha ego aur ye ban g*ya wakeel
haqdaar bane haar ka muqadma kabeer
jo khud ko hi maara usse karo kya hi beef?
ye naak me le jaa raha siyaasat ki lakeer
ye baaton se banate dekho jhooti tasweer
they want me to kneel, i’m like “f*ck how they feel”
skin karu peel banu inka hakeem
ye badle apna aks par pedaishi khabees
tu na koi khaas, din ke das enemies
koi kare plot koi laaye nayi scheme
koi sattebaaz koi bars ka haleem
koi maange maar koi chaat’ta afheem
koi bane yaar wahi saanp ka azeem
duniya ka haal dekh, mare bas ghareeb
mare begunah, ye maare usse jo na weak
wo kamyaambi laam pe jisse you can’t speak
mein kaana phoosi karta na koi bandiyon ke beech
aur dekho bas dikhawa padhi hastiyo ke beech
uske liye pyaar tha attention aur ye reach
jab usse na mili to bani dushman meri
ye nafrat badhi, wo maange maut ab kahi
industry me dosti hai khokla zameer
ye khaali jaane choosna, mein thookta wahin
ye khaali jaane lootna, mein toot’ta nahi
haan doobu kaise motherf*cker?
i was born for this, lage mehdi hasan saahab
meri solace ab me na [?] chale
bane office ab khaali aman jab bhi fajr hoti haasil
[chorus]
bole mujhe “milega toh phir
dimaagh se na itna tu mil
khud ke bharose chal
de du khoon tere liye har mawqe par”
bole mujhe “milega toh phir
dimaagh se na itna tu gir
khud ke bharose chal
milu haath me tere har hausle par”

[bridge]
milega toh phir (milega toh phir)
milega toh phir (milega toh phir)
milega toh phir (milega toh phir)
milega toh phir (milega toh phir)
khud ke bharose chal (khud ke)
khud ke bharose chal (khud ke)
khud ke tu ho ke chal (khud ke)
khud ke tu ho ke chal (khud ke)

[verse 3]
don’t look back if it’s gone it’s good
tu kab tak guilt me rahega that you wish you could?
life goes on ye meri jaan hai truth
haan tujhe raasta dikhega if you know where to look
don’t play sh*t jahan pe izzat nahi
don’t bend knees jahan na fitrat sahi
ye seekha ek buzurg se jo dil todha kisi ka
aur aaj deathbed pe na maut mil rahi
vo chahta waqt peeche kar ke sab ho sahi
par jab tha uss pe waqt usne kiya kuch nahi
koi zinda tha uske pyaar ke liye
par wo gumrah tha duniyadaari me haan
mat reh tu duniyadaari me nahi
rehni hai nafrat saari yahin
opinions millions do not feed you
tu jaane tu hai kaun tu hai*

Random Song Lyrics :

Popular

Loading...